ज़रूरी था Zaroori Tha


ज़रूरी था Zaroori Tha




लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे
तूने जब आख़िरी खत मेरा जलाया होगा
तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आया होगा?


तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था की हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था



बताओ याद है तुमको वो जब दिल को चुराया था?
चुराई चीज़ को तुमने ख़ुदा का घर बनाया था
वो जब कहते थे मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ों को कज़ा करने से डरते हो
मगर अब याद आता है
वो बातें थी महज़ बातें
कहीं बातों ही बातों में मुकरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था


वही हैं सूरतें अपनी
वही मैं हूँ, वही तुम हो
मगर खोया हुआ हूँ मैं
मगर तुम भी कहीं गुम हो
मोहब्बत में दग़ा की थी सो काफ़िर थे सो काफ़िर हैं
मिली हैं मंज़िलें फिर भी मुसाफिर थे मुसाफिर हैं
तेरे दिल के निकाले हम कहाँ भटके कहाँ पहुंचे


मगर भटके तो याद आया भटकना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था की हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था


ज़रूरी था Zaroori Tha


Teri Ankhon
Ke Dariya Ka
Utarna Bhi
Zaruri Tha

Mohabbat Bhi
Zaroori Thi
Bichhadna Bhi
Zaruri Tha

Zaroori Tha
Ke Hum Dono
Tawafee Arzoo Karte

Magar Phir
Arzoooon Ka
Bikharna Bhi
Zaruri Tha

Teri Ankhon
Ke Dariya Ka
Utarna Bhi
Zaruri Tha

Batao Yaad
Hai Tumko
Woh Jab Dil
Ko Churaya Tha
Churai Cheez
Ko Tumne
Khuda Ka Ghar
Banaya Tha

Woh Jab Kehte The
Mera Naam Tum
Tasbi Mein
Padhte Ho

Mohabbat Ki Navajo
Dagah Karne
Se Darte Hoo
Magar Abb
Yaad Aata Hai

Woh Baatien Thi
Mehaz Baatein
Kahin Bataon
Hi Bataon Mein
Mukarna Bhi
Zaruri Tha

Teri Ankhon
Ke Dariya Ka
Utarna Bhi
Zaruri Tha

Wohi Hain
Suratein Apni
Wohi Main Hun
Wohi Tum Ho

Magar Khoya Hua
Hoon Main
Magar Tum Bhi
Kahin Gum Ho

Mohabbat Mein
Daga Ki Thi
Soo Kafir The
Soo Kafir Hain

Mili Hain Manzilein
Phir Bhi
Musafir The
Musafir Hain

Tere Dil Ke
Nikale Hum
Kahan Bhatke
Kahan Pohunche

Magar Bhatke
To Yaad Aaya
Bhatakna Bhi
Zaroori Tha

Mohabbat Bhi
Zaroori Thi
Bichhadna Bhi
Zaroori Tha

Zaroori Tha
Ke Hum Dono
Tawafee Arzoo Karte

Magar Phir
Arzoooon Ka
Bikharna Bhi
Zaruri Tha

Teri Ankhon
Ke Dariya Ka
Utarna Bhi
Zaruri Tha..

Post a Comment

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
AdBlock Detected!
We have detected that you are using adblocking plugin in your browser.
The revenue we earn by the advertisements is used to manage this website, we request you to whitelist our website in your adblocking plugin.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.